Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar Naat urdu Lyrics
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
ان کی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لا کر کلامِ الٰہی دیا
وہ محمد مدینے میں موجود ہے
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
ان کا جلوہ تو سینے میں موجود ہے
جس نے لا کر کلامِ الٰہی دیا
وہ محمد مدینے میں موجود ہے
ہے نظر میں جمالِ حبیبِ خدا
ان کی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لا کے کلامِ الٰہی دیا
وہ محمد مدینے میں موجود ہے
پھول کھلتے ہیں پڑھ کر کے صلِّ علٰی
جھوم کر کہہ رہی ہے یہ باغِ صبا
ایسی خوشبو چمن کے گلوں میں نہیں
جو نبی کے پسینے میں موجود ہے
چھوڑنا تیرا طیبہ گوارا نہیں
سارے عالم میں ایسا نظارہ نہیں
ایسا منظر زمانے میں دیکھا نہیں
جیسا منظر مدینے میں موجود ہے
ہم نے مانا کہ جنت بہت ہے حسین
چھوڑ کر ہم مدینہ نہ جائیں کہیں
یوں جو جنت میں سب ہے مدینہ نہیں
اور جنت مدینے میں موجود ہے
بے سہاروں کو سینے میں لپٹا لیا
جس نے جو مانگا اُس کو عطا کر دیا
وہ فقیروں کے افسر شہِ انبیا
وہ شہنشاہ مدینے میں موجود ہے
Hinglish
Humne aankhon se dekha nahi hai magar
Unki tasveer seene mein maujood hai
Jisne la kar kalam-e-Ilahi diya
Wo Muhammad Madine mein maujood hai
Humne aankhon se dekha nahi hai magar
Unka jalwa to seene mein maujood hai
Jisne la kar kalam-e-Ilahi diya
Wo Muhammad Madine mein maujood hai
Hai nazar mein jamaal-e-Habeeb-e-Khuda
Unki tasveer seene mein maujood hai
Jisne la ke kalam-e-Ilahi diya
Wo Muhammad Madine mein maujood hai
Phool khilte hain parh kar ke Salle Ala
Jhoom kar keh rahi hai ye Baagh-e-Saba
Aisi khushboo chaman ke gulon mein nahi
Jo Nabi ke paseene mein maujood hai
Chhodna tera Taybah gawara nahi
Saare aalam mein aisa nazara nahi
Aisa manzar zamane mein dekha nahi
Jaisa manzar Madine mein maujood hai
Humne maana ke Jannat bahot hai haseen
Chhod kar hum Madina na jaayein kahin
Yoon jo Jannat mein sab hai Madina nahi
Aur Jannat Madine mein maujood hai
Be-saharon ko seene mein lipta liya
Jisne jo manga usko ata kar diya
Wo fakeeron ke afsar, Shah-e-Anbiya
Wo Shahenshah Madine mein maujood hai